Main lafzon mein kuch bhi izhar nahin karta
Iska matlab ye
nahin ke main tuj sai pyar nahi karta
Chahta hoon main tujhe aaj bhi par
Teri soch mein apna waqt
baikar nahi karta
Tamasha naa ban jaaye kahin mohabbat meri
Isi liye apne dard
ko namoodaar nahi karta
Jo kuch mila hai usi mein khush hoon main
Tere liye khuda se
taqraar nahi karta
Par kuch tou baat hai teri fitrat mein zalim
Warna Mein tujhe
chahne ki khtaa bar bar nahi karta